POMSD

Advertisement

How to Create Holi Banner just in 2 Clicks.



Hello Dosto Aaj me aapke liye kuch alag tarah ki post lekar aa gaya is post me aapko aapko Holi Banner ka Template dene wala hu jism e aapko kuch bhi nahi karna hai sirf aapko sirf isme apni ek Photo or apni information tpye karna hai bas or kuch bhi nahi karna hai aapko. neeche di gai steps ko aap Follow kariye isme aapko poori tarah se pata chal jatega ki kaise aapko banner banana hai free me .

How to Create Holi Banner in 2 Clicks



1- Sabse pehle aapko Click here button par click karna hai.

2- ab aapke samne Ca.nva ki Website open hogi.

3- Ab aapko Edit Design par click karna hai ..

4- Ab aapko apne Google/Facebook  se Login kar lena hai.

5- or ab aapke samne Template open ho gaya hoga .

6- ab aapko neeche Upload ka icon show ho rha hoga uspe click kar dijiye hai ..

7- ab aapko Upload Files par click karna hai or photo ko select kar lena hai jo photo aap apni lagana chahte hai.

8- ab aapka image Template me photo show ho rha hoga us image ko drag karke apne hisab se adjust kar lena hai .

9- ab aapko Your name par duble click karke apna name or apna mobile number Edit kar lena.

10- or isi tarah se aap Company ya fir shop information edit kar lena .

11- ab aapko å±±  (Download) icon  par click karna hai .

12- ab aapke samne ⊻ Downlaod  ka option show ho rha hoga uspe click karke aap apne Banner ko Download kar sakte hai . 



Watch Video

 

Contact Us!

Comment Box

0 Comments